Ik Shyam Shara Tera Iss Jag Mein – Khatu Shyam Bhajan
Ik Shyam Shara Tera Iss Jag Mein
Tu Shyam Naam Jap Pyare
Tu Hari Ka Naam Jap Pyare
Ek Shyam Shara Tera Iss Jag Mein
Tu Shyam Naam Jap Pyare
Tu Hari Ka Naam Jap Pyare
Jabtak Tel Diye Main
Baati Jagmag Jagmag Hoye
Chuk Gaya Tel Nipat Gayi Baati
Le Chal Le Chal Haye
Mera Do Din Ka Tha Basera Iss Jag Mein
Tu Shyam Naam Jap Pyare
Tu Hari Ka Naam Jap Pyare
Ik Shyam Shara Tera Iss Jag Mein
Tu Shyam Naam Jap Pyare
Tu Hari Ka Naam Jap Pyare
Darwaje Per Janani Roye
Arthi Le Gaye Bhayi
Lat Bikharaye Patani Roye
Hans Akela Jayi
Koi Apna Raha Naa Tera Iss Jag Mein
Tu Shyam Naam Jap Pyare
Tu Hari Ka Naam Jap Pyare
Ek Shyam Shara Tera Iss Jag Mein
Tu Shyam Naam Jap Pyare
Tu Hari Ka Naam Jap Pyare
Kaudi Kaudi Maya Jodi
Unche Mahal Banaye
Mutthi Bandh Ke Aaya Tha Tu
Haath Pasare Jaye
Lut Gaya Karwa Tera Iss Jag Mein
Tu Shyam Naam Jap Pyare
Tu Hari Ka Naam Jap Pyare
Ik Shyam Shara Tera Iss Jag Mein
Tu Shyam Naam Jap Pyare
Tu Hari Ka Naam Jap Pyare
Tann Snan Kiya Bahutera
Mann Ka Mail Naa Dhoya
Hari Naam Ki Poonji Naa Jodi
Baith Kabeera Roya
Romi Ab Kaun Hai Tera Iss Jag Mein
Tu Shyam Naam Jap Pyare
Tu Hari Ka Naam Jap Pyare
Ik Shyam Shara Tera Iss Jag Mein
Tu Shyam Naam Jap Pyare
Tu Hari Ka Naam Jap Pyare